1. Humari husn main hasi khiltein hain,unki halki yadon se,
Ye khuda, hum hasi se marna marna jayen, wo humari jindagi main ane se.
2. Hum chahtein hain ke
apki manjil ka har kanton ko phool main badal de,
apki har ghum ko khusionmain badal de,
apki har sapno ko hakikat main badal de,
apki har ansu ko hasi main badal de,
.................
3. Hum apko jane bina hi aap ki baat manne lage,
hum apko paane se pehle aap ko khone ki dar main darne lage,
hum apko dard denese pehle aap ki dar ko mehsus karne lage,
Hume pata nahin hai ye kaisa rista hai humara apse, lekin ye rista ko kadar karne lage.
4. Hum khuda ko humara maut mange,
khuda ne kaha main maut to dedun tujhe,
lekin usko kya kahun jo tere lambi umar ki dua mange. by Jayant Dash.
5. Hum aapki khayalon main khilna chahtein hain,
hum apki sason main mehkna cahtein hain,
hum apki dil main dhadakna chahtein hain,
humari chahat apki nafrat na ban jaye is baat se dartein hain,
humari chahat ko hakikat main badal dein - ye binati bhagwan se kartein hain.
6. Aj humein ehsas hua ki, aap kya mehsus kartein hain humare liye,
hum jine lage un lamhon ko jin lamhon ko mehsus kiyethe aapne humare liye,
Hosh gawahke jine lage un lamhon ko, jin lamhon main aap ne ishar kiyethe pyar humare liye.
7. Humne sochethe ki humari sari jindagi app ki naam likhne keliye,
aap ne to humein mazbur kar raheho humare jindagi ki sirf ek panna likhne keliye.
8. Itna yaad mat dilayiye ki yad karte karte hum apni sapnomain main kho jayen,
itna sapne mat dikhayiye ki dekhte dekhte hum aap se pyar kar jayein,
itna pyar mat jatayiye ki pyar jatate jatate is pyar main hum khud ko kho jayein.
9. Woh khusian nahin jo humne aap ke sath hasi nahin,
woh ghum nahin jo humne aap ke sath roye nahin,
woh baat nahin jo humne app ki baat mani nahin,
woh galiya nahin jo humne aap ke sath gujare nahin,
woh din agaya hai jo aap hume akele chhod ke jaoge lekin aap ke bin kaise katun yeh akela pann yeh bataye bin kabhi jana nahin.
10. Khuda ne humain itna toh diya hai,
dard ko dil main rakh ke khusian dena aadat ban gaya hai.
11. Jivan main log riste banate hain jarurat ke liye,
humne rista nahin banayethe jarurat ke liye,
humne toh rista banye the samjhne, samjhane aur nibhane keliye,
Humne toh riste banayethe aap ki khusi ke liye,
Jab humein jarurat nahin hai aur kuch aap ke siwa us riste ke liye,
kya mol mangu main aap se us riste ka sauda keliye.
12. Humein intezar hai aapka un dard bhari lamho ko apnane keliye,
Hum bachin hain hamare hisse ki khusi apko dene keliye.
13. Shama ko intezar hai roshni ka,
kaliyon ko intezar hai bhawar ka,
raat ko intezar hai din ka,
humein besabri se intezar hai aap ka.
14. Woh humpe khafa hain, ye hum samajtein hain,
woh hume bahut tadpatein hain, ye hum samjtein hain,
woh hume napasand kartein hain, ye hum samjtein hain,
hum unke samajh ke bahar hain, ye hum samajhtein hain.
15. Aap to har adase abad hain,
aap pe to sab fida hain,
aap ke jitna tarif karein utna kum hain,
aap ka to sab terafdar hain,
hum to kora kagaj hain, jo aapke ada bayan kiye hain.
16. Sunte sunte hum hogaye hai unke diwane,
lagne lagi is diwanapan bhi jaraurat hai zindagi main,
mangne lage unse thodisi jagah unki kadmo main.
17. Vada nahin phir bhi uska intezar hai,
Judai ke wavzud bhi usse pyar hai,
uske chehre ki udasi de rahi hai gawahi,
mujhse bichhadkar woh bhi bekarar hai.
18. Rehjatein insan, lekin rasta nahin,
badaljatein mausam, lekin asman nahin,
badalgayeho aap, lekin hum nahin.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment