2. Humne to raha puchthe, aap panha kyun die, Humne to pani mangathe, aap jindagi kyun die, Humne to muskan chahethe, aap pyar kyun die. 3. Itna intejat mat karwaiye, taki hum dinayan walonoko na bhul jayen, Itna bechain mat kijiye, taki hum khud ko na bhul jayen. 4. Humain bachain karke, kaise chain paoge aap., Humain sapne dikha ke, kaise sapno main gum jaoge aap. 5. Sochethe kuch sunege nahin aur aap ki jadu bhare batein sun liye, sochethe kuch dekhenge nahin aur aap ki chamakti hui husn dekh liye, sochethe kuch likhenge nahin aur aap ki tasbir banaliye, sochethe kuch kahenge nahin aur aap ke pyar ki ishar kar liye, sochethe ye dil kisiko denge nahin aur aap ko humara jaan de diye. 6. Bal hai moti ki har jaisa, aakhein hai jo kamal jaisa, kan hai gulab jaisa, hasin hai menaka jaisa, bol hai koyal jaisa, surat hai chandni jaisa, mere priya hai pari jaisa. 7. Yeh mere dil ki mallika, kotne din nafrat ki aag main jalti rahogi, ekbar bharosa karke toh dekho, pyer ki samundar main dub jaoge. 8. Suraj nahin toh chand ki maza kya, khatti nahin toh mithhi ki maza kya, chhedkhani nahin toh pyar ki maza kya, aap nahin toh mere jindaji main aur hai kya. 9. Aap ki gali, geet lagta hai, aap ki naa, haan lagta hai, aap ki pyar main ye jag sona lagta hai. 10. Hum hairan hai ki kante ki sakhon main gulab khilta kaise hain, itne nafrat main bhi aap ki surat main muskan khilta kaise hain. 11. Namrata ki matlab kayar nahin, dil lagi ki matlab dillagi nahin. 12. Aap ki nazakat humare liye sapne bangaye, aur aap ki aisi satana humare aadat bangaye. 13. Pyaar karna muskil nahin, pyaron se dur rehna aasan nahin. 14. Kehne ko toh yeh aankh humara hai lekin yeh dekta humein nahin, kehne ko toh yeh dimag humara hai likin iski soch mera nahin, kehne ki toh yeh dil humara hai lekin isme rehti hai aur koi. 15. Mere sath dosti kiye ho toh, paraya mat kijiye, mere liye geet likhe sahi, galiyan mat likhiye. 16. Aap ko nazar naa lage isliye humare aankh band kiye hain, apko humara dard ka ehsas na ho isliye humara zuban band kiye hain. 17. Bhul sakte hain apni naak ko bhulenge apni sason ko kaise, bhul sakte hain apni dil ko, bhulenge iski dhadkan ko kaise, bhul sakte hain woh sapne ko, bhulenge woh yadon ko kaise, bhul sakte hain apni khusionko, bhulenge apki hasi ko kaise, bhul sake hain apne aap ko, bhulenge aap ko kaise. 18. Humein milte hain khusi aap ki nazar se, band aankhon se nahin, humein milti hai khusi aap ki baton se, khamosi se nahin, humein milti hai khusi aap ki muskurahat se, aap ki band hothon se nahin, humein milti hai khusi aap se, koi gairon se nahin. 19. Sagar main chhai hai rang neeli asman ki, dharti main chhai hai rang rangin phoolon ki, mujhmein chhai hai rang aap ki pyar ki. 20. Hasna nahin toh kabhi ronaa nahin aap, mujhe milna nahin toh kabhi dur jaana nahin aap, mere dulhan banogi nahin toh kabhi mere jindagise dur jaana nahin aap. 21. Humse dur jaane ki chahaat main, humare bitch ki duriyan mita rahe ho aap, humare dil main nafrat bhar ne ki chahaat mein isme pyaar bhar rahe ho aap. 22. Rone se aap hasna sikho, hasne se hasana, nafrat se aap pyar sikho, pyar se pyar karna. 23. Humara har nazaar hai aap ko dekhne keliye, humara har khoj hai aap ko pane keliye, humara har soch hai aap ki bhalai soch ne keliye, humara har pyaar hai aap ko dene keliye. 24. Nazrein toh jo hata lye ho humse, dil main basi us tasbir ko kaise hataoge, bolna jo bandh kiye ho humse, sapno main gunjti us awaz ko kaise bandh karoge, pyaar ke phool jo chura liye ho, dimag main basi us yadon ko kaise churaoge. 25. Aap ki chehra reh gaya tasbir main, aap ki yadein reh gaya sapno main, aap ki pyar reh gaya is sayari main. 26. Milna tha jo phool tujhe kante mile hain, milna tha jo panha tujhe dard mile hain, milna tha jo pyar tujhe nafrat mile hain. 27. Humare ankonki ninda jo udgaya hai, wo so rahen hai kaise, humare jeena duswar jo hua hai, wo hus rahein hai kaise, humein pyar jo hua hai, wo anjane ban rahein hai kaise. 28. Kisne kaha tare asman main hotein hain, humne ek tara jameen par bhi payein hain, kisne kaha kamal pani main khiltein hain, humne ek kamal jameen par bhi khilte dekhein hain, kisne kaha sapne nindo main aatein hain, humne ek sapna jage hue bhi dekhe hain, kisne kaha wo bahut dur chale gayein hain, humne unko humara dil main bhi payein hain. 29. Aap ki tasbir se mile toh chain khoye, aap se mile toh dil khoye, aap se bichde toh khudko khoye. 30. Humein intna mat khilayiye warna hum bhukh ko bhul jayenge, Humein intna mat pilayiye warna hum pyas ko bhul jayenge, Humse intna baat mat kijiye warna hum sona bhul jayenge, Humein intna sapne mat dikhayiye warna hum hakikat ko bhul jayenge, 31. Humein amrut nahin, aap ki hath ki khana chahiye, humein madira nahin, aapki hathse thandi paani chahiye, humein hiron ki haar nahin, aaki bahon ki har chahiye, humein sone keliye swarna palank nahin, aap ki god chahiye, humein jindgi ki rahon main chalne keliye koi sahara nahin, aap jaisa koi jeevasathi chahiye. 32. Kisne kaha tare asman main hotein hain, humne bhi ek tara jemeen main dekhein hain, Kisne kaha parijat swarg main hotein hain, humne bhi ek parijat es dharti main dekhein hain, kisne kaha kamal pani main hotein hain, humne bhi ek kamal es mitti main dekhein hain, kisne kaha humein prem karna nahin ata, humne apna premika ko apni angan main chalte hue dekhe hain. 33. Humein intezar hai sikiki khat ki, unki thikana pata nahin, humein intezar hai kisiski sms ki, unki number pata nahin, humein intezar hai kisiki phone ki, unki awaz pata nahin, humein intezar hai kisiki pyar ki, unki naam pata nahin. 34. Humain pata tha aap humse bahut age jaoge, lekin yeh nahin pata tha ki aap mudke nahin dekhoge, humain pata tha app aasman ko chhunoge, lekin yeh pata nahin tha aasman se dharti ko nahin dekhoge. Humain pata tha aap humse ruth jaoge, lekin yeh pata nahin tha humse baat nahin karoge. 35. Itna padhayee mat karna taki humare chehra padhna bhul jao, Itne kisi ko hasana nahin taki humare hasi ki bajah aap ho yeh bhul jao, Itna kisi ki seva mat karna taki humari jindagi ki sahara aap ho yeh bhul jao. 36. Hum bole hain unko humein khat nahin likhna lekin unki khat ka intejar kartein hain, hum bole hain unko humein phone nahin karna lekin unki phone ka intejar kartein hain, hum bole hain unko humare rista ki naam dosti rakhna lekin us rista ka dusra naam dhundtein hain. 37. Humein khed hai ki humne kalank lohe main nahin chand main dekhe hain, humne daag patthar main nahin hira main dekhe hain, humne kharbi insan main nahin aap main dekhe hain. 38. Humein jine keliye koi dawa nahin unki pyar kafi hai, humein marne keliye koi zahar nahin unki bewafai kafi hai. 39. Humein rehne keliye tajmahal nahin unki dil main thodisi jagah chahiye, humein jine keliye koi dua nahin unki thodisi pyar chahiye. 40. Hum gunjte hain aap ki kano main humein gane dijiye, hum baith jayenge aap ki ankho main humein nachne dijiye, hum rehtein hain aap ki dil main humein mehphil main mat dhundiye. 41. Aap ki ansuo ki mul hai hiron se bhi jyada, un hiron ko nikal na humare gujar jane ke baad humse kijiye ye wada. 42. Unko kehto saktein hain humse baat karna nahin, lekin kaise rokein humko unse baat karnese? unko kehto saktein hain humein dekhna nahin, lekin kaise rokein humko unko dekhnese? unko kehto diye hain pyar hai nahin, lekin kaise rokein humare dilko aise dhadaknese? 43. Hum dekhtein hain is duniyan apki nazron se hum mehphil main kya dekhe ye mat puchiye, humare dil main base ho aap humara dil kya kehta hai ye mat puchiye, humare soch main base ho aap hum kya sochtein hain ye mat puchiye, humare jaan ho aap humare priya ke naam mat puchiye. |
Wednesday, November 12, 2008
Sayari by me
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Achhe sayari likhne lageho
Post a Comment