Saturday, November 15, 2008

Sayari of my friends

1. Humari husn main hasi khiltein hain,unki halki yadon se,
Ye khuda, hum hasi se marna marna jayen, wo humari jindagi main ane se.

2. Hum chahtein hain ke
apki manjil ka har kanton ko phool main badal de,
apki har ghum ko khusionmain badal de,
apki har sapno ko hakikat main badal de,
apki har ansu ko hasi main badal de,
.................

3. Hum apko jane bina hi aap ki baat manne lage,
hum apko paane se pehle aap ko khone ki dar main darne lage,
hum apko dard denese pehle aap ki dar ko mehsus karne lage,
Hume pata nahin hai ye kaisa rista hai humara apse, lekin ye rista ko kadar karne lage.


4. Hum khuda ko humara maut mange,
khuda ne kaha main maut to dedun tujhe,
lekin usko kya kahun jo tere lambi umar ki dua mange. by Jayant Dash.

5. Hum aapki khayalon main khilna chahtein hain,
hum apki sason main mehkna cahtein hain,
hum apki dil main dhadakna chahtein hain,
humari chahat apki nafrat na ban jaye is baat se dartein hain,
humari chahat ko hakikat main badal dein - ye binati bhagwan se kartein hain.

6. Aj humein ehsas hua ki, aap kya mehsus kartein hain humare liye,
hum jine lage un lamhon ko jin lamhon ko mehsus kiyethe aapne humare liye,
Hosh gawahke jine lage un lamhon ko, jin lamhon main aap ne ishar kiyethe pyar humare liye.

7. Humne sochethe ki humari sari jindagi app ki naam likhne keliye,
aap ne to humein mazbur kar raheho humare jindagi ki sirf ek panna likhne keliye.

8. Itna yaad mat dilayiye ki yad karte karte hum apni sapnomain main kho jayen,
itna sapne mat dikhayiye ki dekhte dekhte hum aap se pyar kar jayein,
itna pyar mat jatayiye ki pyar jatate jatate is pyar main hum khud ko kho jayein.

9. Woh khusian nahin jo humne aap ke sath hasi nahin,
woh ghum nahin jo humne aap ke sath roye nahin,
woh baat nahin jo humne app ki baat mani nahin,
woh galiya nahin jo humne aap ke sath gujare nahin,
woh din agaya hai jo aap hume akele chhod ke jaoge lekin aap ke bin kaise katun yeh akela pann yeh bataye bin kabhi jana nahin.

10. Khuda ne humain itna toh diya hai,
dard ko dil main rakh ke khusian dena aadat ban gaya hai.

11. Jivan main log riste banate hain jarurat ke liye,
humne rista nahin banayethe jarurat ke liye,
humne toh rista banye the samjhne, samjhane aur nibhane keliye,
Humne toh riste banayethe aap ki khusi ke liye,
Jab humein jarurat nahin hai aur kuch aap ke siwa us riste ke liye,
kya mol mangu main aap se us riste ka sauda keliye.

12. Humein intezar hai aapka un dard bhari lamho ko apnane keliye,
Hum bachin hain hamare hisse ki khusi apko dene keliye.

13. Shama ko intezar hai roshni ka,
kaliyon ko intezar hai bhawar ka,
raat ko intezar hai din ka,
humein besabri se intezar hai aap ka.

14. Woh humpe khafa hain, ye hum samajtein hain,
woh hume bahut tadpatein hain, ye hum samjtein hain,
woh hume napasand kartein hain, ye hum samjtein hain,
hum unke samajh ke bahar hain, ye hum samajhtein hain.

15. Aap to har adase abad hain,
aap pe to sab fida hain,
aap ke jitna tarif karein utna kum hain,
aap ka to sab terafdar hain,
hum to kora kagaj hain, jo aapke ada bayan kiye hain.

16. Sunte sunte hum hogaye hai unke diwane,
lagne lagi is diwanapan bhi jaraurat hai zindagi main,
mangne lage unse thodisi jagah unki kadmo main.

17. Vada nahin phir bhi uska intezar hai,
Judai ke wavzud bhi usse pyar hai,
uske chehre ki udasi de rahi hai gawahi,
mujhse bichhadkar woh bhi bekarar hai.

18. Rehjatein insan, lekin rasta nahin,
badaljatein mausam, lekin asman nahin,
badalgayeho aap, lekin hum nahin.

Wednesday, November 12, 2008

Sayari by me



1. Hum Jagte hain aap ko jagane keliye,
hum chalte hain aap ko rahe dikhane keliye,
hum bahein phailatein hain app ko bahon main lene keliye,
hum hastein hain app ko hasane keliye,
hum sotein hain aap ko sapno main milne keliye.


2. Humne to raha puchthe, aap panha kyun die,

Humne to pani mangathe, aap jindagi kyun die,

Humne to muskan chahethe, aap pyar kyun die.


3. Itna intejat mat karwaiye, taki hum dinayan walonoko na bhul jayen,

Itna bechain mat kijiye, taki hum khud ko na bhul jayen.


4. Humain bachain karke, kaise chain paoge aap.,

Humain sapne dikha ke, kaise sapno main gum jaoge aap.


5. Sochethe kuch sunege nahin aur aap ki jadu bhare batein sun liye,

sochethe kuch dekhenge nahin aur aap ki chamakti hui husn dekh liye,

sochethe kuch likhenge nahin aur aap ki tasbir banaliye,

sochethe kuch kahenge nahin aur aap ke pyar ki ishar kar liye,

sochethe ye dil kisiko denge nahin aur aap ko humara jaan de diye.


6. Bal hai moti ki har jaisa,

aakhein hai jo kamal jaisa,

kan hai gulab jaisa,

hasin hai menaka jaisa,

bol hai koyal jaisa,

surat hai chandni jaisa,

mere priya hai pari jaisa.


7. Yeh mere dil ki mallika,

kotne din nafrat ki aag main jalti rahogi,

ekbar bharosa karke toh dekho,

pyer ki samundar main dub jaoge.


8. Suraj nahin toh chand ki maza kya,

khatti nahin toh mithhi ki maza kya,

chhedkhani nahin toh pyar ki maza kya,

aap nahin toh mere jindaji main aur hai kya.


9. Aap ki gali, geet lagta hai,

aap ki naa, haan lagta hai,

aap ki pyar main ye jag sona lagta hai.


10. Hum hairan hai ki kante ki sakhon main gulab khilta kaise hain,

itne nafrat main bhi aap ki surat main muskan khilta kaise hain.


11. Namrata ki matlab kayar nahin,

dil lagi ki matlab dillagi nahin.


12. Aap ki nazakat humare liye sapne bangaye,

aur aap ki aisi satana humare aadat bangaye.


13. Pyaar karna muskil nahin,

pyaron se dur rehna aasan nahin.


14. Kehne ko toh yeh aankh humara hai lekin yeh dekta humein nahin,

kehne ko toh yeh dimag humara hai likin iski soch mera nahin,

kehne ki toh yeh dil humara hai lekin isme rehti hai aur koi.


15. Mere sath dosti kiye ho toh, paraya mat kijiye,

mere liye geet likhe sahi, galiyan mat likhiye.


16. Aap ko nazar naa lage isliye humare aankh band kiye hain,

apko humara dard ka ehsas na ho isliye humara zuban band kiye hain.


17. Bhul sakte hain apni naak ko bhulenge apni sason ko kaise,

bhul sakte hain apni dil ko, bhulenge iski dhadkan ko kaise,

bhul sakte hain woh sapne ko, bhulenge woh yadon ko kaise,

bhul sakte hain apni khusionko, bhulenge apki hasi ko kaise,

bhul sake hain apne aap ko, bhulenge aap ko kaise.


18. Humein milte hain khusi aap ki nazar se, band aankhon se nahin,

humein milti hai khusi aap ki baton se, khamosi se nahin,

humein milti hai khusi aap ki muskurahat se, aap ki band hothon se nahin,

humein milti hai khusi aap se, koi gairon se nahin.


19. Sagar main chhai hai rang neeli asman ki,

dharti main chhai hai rang rangin phoolon ki,

mujhmein chhai hai rang aap ki pyar ki.


20. Hasna nahin toh kabhi ronaa nahin aap,

mujhe milna nahin toh kabhi dur jaana nahin aap,

mere dulhan banogi nahin toh kabhi mere jindagise dur jaana nahin aap.


21. Humse dur jaane ki chahaat main, humare bitch ki duriyan mita rahe ho aap,

humare dil main nafrat bhar ne ki chahaat mein isme pyaar bhar rahe ho aap.


22. Rone se aap hasna sikho, hasne se hasana,

nafrat se aap pyar sikho, pyar se pyar karna.


23. Humara har nazaar hai aap ko dekhne keliye,

humara har khoj hai aap ko pane keliye,

humara har soch hai aap ki bhalai soch ne keliye,

humara har pyaar hai aap ko dene keliye.


24. Nazrein toh jo hata lye ho humse, dil main basi us tasbir ko kaise hataoge,

bolna jo bandh kiye ho humse, sapno main gunjti us awaz ko kaise bandh karoge,

pyaar ke phool jo chura liye ho, dimag main basi us yadon ko kaise churaoge.


25. Aap ki chehra reh gaya tasbir main,

aap ki yadein reh gaya sapno main,

aap ki pyar reh gaya is sayari main.


26. Milna tha jo phool tujhe kante mile hain,

milna tha jo panha tujhe dard mile hain,

milna tha jo pyar tujhe nafrat mile hain.


27. Humare ankonki ninda jo udgaya hai, wo so rahen hai kaise,

humare jeena duswar jo hua hai, wo hus rahein hai kaise,

humein pyar jo hua hai, wo anjane ban rahein hai kaise.


28. Kisne kaha tare asman main hotein hain, humne ek tara jameen par bhi payein hain,

kisne kaha kamal pani main khiltein hain, humne ek kamal jameen par bhi khilte dekhein hain,

kisne kaha sapne nindo main aatein hain, humne ek sapna jage hue bhi dekhe hain,

kisne kaha wo bahut dur chale gayein hain, humne unko humara dil main bhi payein hain.


29. Aap ki tasbir se mile toh chain khoye,

aap se mile toh dil khoye,

aap se bichde toh khudko khoye.


30.

Humein intna mat khilayiye warna hum bhukh ko bhul jayenge,

Humein intna mat pilayiye warna hum pyas ko bhul jayenge,

Humse intna baat mat kijiye warna hum sona bhul jayenge,

Humein intna sapne mat dikhayiye warna hum hakikat ko bhul jayenge,

Humein itna pyar mat kijiye warna hum ye duniyan ko bhul jayenge.

31. Humein amrut nahin, aap ki hath ki khana chahiye,
humein madira nahin, aapki hathse thandi paani chahiye,
humein hiron ki haar nahin, aaki bahon ki har chahiye,
humein sone keliye swarna palank nahin, aap ki god chahiye,
humein jindgi ki rahon main chalne keliye koi sahara nahin, aap jaisa koi jeevasathi chahiye.


32. Kisne kaha tare asman main hotein hain, humne bhi ek tara jemeen main dekhein hain,
Kisne kaha parijat swarg main hotein hain, humne bhi ek parijat es dharti main dekhein hain,
kisne kaha kamal pani main hotein hain, humne bhi ek kamal es mitti main dekhein hain,
kisne kaha humein prem karna nahin ata, humne apna premika ko apni angan main chalte hue dekhe hain.

33. Humein intezar hai sikiki khat ki, unki thikana pata nahin,
humein intezar hai kisiski sms ki, unki number pata nahin,
humein intezar hai kisiki phone ki, unki awaz pata nahin,
humein intezar hai kisiki pyar ki, unki naam pata nahin.

34. Humain pata tha aap humse bahut age jaoge,
lekin yeh nahin pata tha ki aap mudke nahin dekhoge,
humain pata tha app aasman ko chhunoge,
lekin yeh pata nahin tha aasman se dharti ko nahin dekhoge.
Humain pata tha aap humse ruth jaoge,
lekin yeh pata nahin tha humse baat nahin karoge.

35. Itna padhayee mat karna taki humare chehra padhna bhul jao,
Itne kisi ko hasana nahin taki humare hasi ki bajah aap ho yeh bhul jao,
Itna kisi ki seva mat karna taki humari jindagi ki sahara aap ho yeh bhul jao.

36. Hum bole hain unko humein khat nahin likhna
lekin unki khat ka intejar kartein hain,
hum bole hain unko humein phone nahin karna
lekin unki phone ka intejar kartein hain,
hum bole hain unko humare rista ki naam dosti rakhna
lekin us rista ka dusra naam dhundtein hain.

37. Humein khed hai ki
humne kalank lohe main nahin chand main dekhe hain,
humne daag patthar main nahin hira main dekhe hain,
humne kharbi insan main nahin aap main dekhe hain.

38. Humein jine keliye koi dawa nahin
unki pyar kafi hai,
humein marne keliye koi zahar nahin
unki bewafai kafi hai.

39. Humein rehne keliye tajmahal nahin
unki dil main thodisi jagah chahiye,
humein jine keliye koi dua nahin
unki thodisi pyar chahiye.

40. Hum gunjte hain aap ki kano main
humein gane dijiye,
hum baith jayenge aap ki ankho main
humein nachne dijiye,
hum rehtein hain aap ki dil main
humein mehphil main mat dhundiye.

41. Aap ki ansuo ki mul hai hiron se bhi jyada,
un hiron ko nikal na humare gujar jane ke baad
humse kijiye ye wada.

42. Unko
kehto saktein hain humse baat karna nahin,
lekin kaise rokein humko unse baat karnese?

unko kehto saktein hain humein dekhna nahin,
lekin kaise rokein humko unko dekhnese?
unko kehto diye hain pyar hai nahin,
lekin kaise rokein humare dilko aise dhadaknese?

43. Hum dekhtein hain is duniyan apki nazron se
hum mehphil main kya dekhe ye mat puchiye,
humare dil main base ho aap
humara dil kya kehta hai ye mat puchiye,
humare soch main base ho aap
hum kya sochtein hain ye mat puchiye,
humare jaan ho aap
humare priya ke naam mat puchiye.