Jamin ke noor the aap, abhi asman main chand bangye,
Baat karte ho tara suraj se, hum to dharti main rehgaye,
Kabhi dost the apke, ab to paraya ho gaye,
Aap chhupte hi humse,
lekin chandni main hum aap ko dekh lete hain.
Humein fakra hai aap ki saphalta par,
humain aap ki kiran rasta dikha tein hain.
aap asman main har din yun chamkte raho,
hum bhagwan se yeh dua mangtein hain.
Saturday, July 31, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment